Roman script

yu khun garibo ka bahati hai khudai

yu khun garibo ka bahati hai khudai

allah duhai hai duhai hai duhai

kab tak ye sitam

kab tak ye sitam aur ye dar dar ki gadai

milta nahi do din ke liye bhi ek tera sahara

ek tera sahara, ek tera sahara, ek tera sahara

ya rabb teri tahmat se to inkar nahi hai

ya rabb teri tahmat se to inkar nahi hai

kyu kar kahu bando se tujhe pyar nahi hai

kyu kar kahu bando se tujhe pyar nahi hai

mai kuch bhi hu bacha to gunehgar nahi hai

ye bhi to tukdo par karega ye gujara

ek tera sahara, ek tera sahara, ek tera sahara

mana hai teri den

mana hai teri den jamane se nirali

sab kuch diya tune jise hath uske hai khali

sab kuch diya tune jise hath uske hai khali

malik hai jo

malik hai jo ghar ka wahi dar par hai sawali 

aaj apna hi mohtaz hai ye rajdulara

Explore this song