Roman script

yu hi karke bahana chli aaya karo 

chli aaya karo chli aaya karo 

mujhe har roz mukhda dikhaya karo 

darde dil ki hasi na udaya karo 

na udaya karo na udaya karo

jao jao na bate banaya karo 

jao jao na bate banaya karo 

meri jaan tumhe mere sar ki kasam 

meri jaan tumhe mere sar ki kasam 

mohabbat bahut hai mulakat kam hai 

tum mere paas aake na jaya karo 

yu hi karke bahana chli aaya karo 

tumhe meri majburiyo ki khabar kya 

tumhe meri majburiyo ki khabar kya 

sitam ho rahe hai meri jaan par kya 

jhuthi jhuthi to kasme na khaya karo 

jao jao na bate banaya karo 

mohabbat me ye wkat aata rahega 

mohabbat me ye wkat aata rahega 

jamana yu hi gungunata rahega 

kabhi shikwa na hotho par laya karo 

yu hi karke bahana chli aaya karo 

kisi bhi tarah aake mil jaugi main 

kiai bhi tarah aake mil jaugi main 

jaha tum khoge whi aaugi main

meri raho pe aankhe bichhya karo 

yu hi karke bahana chli aaya karo 

jao jao na bate banaya karo 

darde dil ki hasi na udaya karo

Explore this song