Roman script

yu hi dil se aa rahi hai

aankho me yaad unki

aankho me yaad unki

yu hi dil se aa rahi hai

aankho me yaad unki

aankho me yaad unki

aur kuch ashq aa rahe hai

kuch ashq ja rahe hai

hansne ki aarzu me 

aansu baha rahe hai

haye ruthi huyi khushi ko

hum yu mana rahe hai

hansne ki aarzu me 

aansu baha rahe hai

haye ruthi huyi khushi ko

ab ye bahar chhaya dil ko karar aaya

dekho ji dekho mera laut ke pyar aaya

ab ye bahar chhaya dil ko karar aaya

dekho ji dekho mera laut ke pyar aaya

dil me khushi ke paimane chhalke

dil me khushi ke paimane chhalke

aankho me masti ke maikhane jhalke

angdai leke dekho gul pe nikhar aaya 

dekho ji dekho mera laut ke pyar aaya

ab ye bahar chhaya dil ko karar aaya

dekho ji dekho mera laut ke pyar aaya

jiski talash thi jiska khayal tha

jiski talash thi jiska khayal tha

yaad me jiski ye dil bhi nihal tha

aankho ke samne wo jane bahar aaya

dekho ji dekho mera laut ke pyar aaya

ab ye bahar chhaya dil ko karar aaya

dekho ji dekho mera laut ke pyar aaya

Explore this song