Roman script

yun hafte hafte milna, yun bekaraar hona

yun intezaar karte karte, chain dil ka khona

ye aana jaana milna, milkar ke judaa ho jaana

jaanam tang aa gaya, main to tang aa gaya

he tang aa gaya, main to tang aa gaya

jaanam tang aa gayi, main to tang aa gayi

tang aa gayi, main to tang aa gayi

tum kyaa jaano jaanam, tumse kitna pyaar hain

harpal teri yaadon ki, barsaat hoti hain

nazar bacha kar duniya ki, nikalna mushkil hain

chaaron taraf bas teri meri baat hoti hain

ye to hain afsaane, naa milne ke bahane

aisi baate sun sun kar, main ho gaya deewana

jaanam tang aa gaya, main to tang aa gaya

he tang aa gaya, main to tang aa gaya

yun hafte hafte milna, yun bekaraar hona

yun intezaar karte karte, chain dil ka khona

ye aana jaana milna, milkar ke judaa ho jaana

jaanam tang aa gaya, main to tang aa gaya

tang aa gayi, main to tang aa gayi

mujhko to raaton mein, ab neend nahi aati hain

dil ko pal pal jaanam, teri yaad sataati hain

mujhko to raaton mein, ab neend nahi aati hain

dil ko pal pal jaanam teri yaad sataati hain

har hawa ka jhoka teri khusbu lekar aaye

tu kyaa jaane pyaar tera, mujhko kitna tadpaaye

meri bechaini ko, diljaani tu na jaane

aise aahein bhar bhar ke, din dhalte nahi hain jaana

jaanam tang aa gayi, main to tang aa gayi

tang aa gayi, main to tang aa gayi

yun hafte hafte milna, yun bekaraar hona

yun intezaar karte karte, chain dil ka khona

ye aana jaana milna, milkar ke judaa ho jaana

jaanam tang aa gayi, main to tang aa gayi

he tang aa gaya, main to tang aa gaya

tang aa gayi, main to tang aa gayi

ha tang aa gaya, main to tang aa gaya

Explore this song