Roman script

yu to hamne lakh hasin dekhe hai

tumsa nahi dekha

ho, tumasa nahi dekha

yu to hamne lakh hasin dekhe hai

tumsa nahi dekha

ho, tumasa nahi dekha

uf ye nazar uf ye ada

uf ye nazar uf ye ada

kaun na ab hoga fida

zulfe hai ya badliya

aankhe hai ya bijliya

jane kis kis ki aayegi sazaa

yu to hamne lakh hasin dekhe hai

tumsa nahi dekha

tumsa nahi dekha

Explore this song