Roman script

yun na dekho meri jaan, jaise jaan na pehchaan

aji bade bhole bante ho, bade bhole bante ho

ulfat me farhaad aap hai

ulfat me farhaad aap hai

majnu ke ustaad aap hai, majnu ke ustaad

o sharmile baba khaan

mithi nazro ke kurbaan

o sharmile baba khaan

mithi nazro ke kurbaan

aji bade bhole bante ho, bade bhole bante ho

yun na dekho meri jaan, jaise jaan na pehchaan

raat hasi aur waqt jawa hai

raat hasi aur waqt jawa hai

ishq ko do aawaaz kaha hai

ishq ko do aawaaz

dil me leke sau armaan

na sharmaao meri jaan

ho dil me leke sau armaan

na sharmaao meri jaan

aji bade bhole bante ho, bade bhole bante ho

yun na dekho meri jaan, jaise jaan na pehchaan

aisa tumko shaad karenge

aisa tumko shaad karenge

hazrat humko yaad karenge

hazrat humko yaad karenge

aaya masti ka tufaan

pee lo pee lo meri jaan

ho aaya masti ka tufaan

pee lo pee lo meri jaan

aji bade bhole bante ho, bade bhole bante ho

yun na dekho, na dekho

na dekho meri jaan, jaise jaan na pehchaan

aji bade bhole bante ho, bade bhole bante ho

yun na dekho meri jaan, jaise jaan na pehchaan

Explore this song