Roman script

yu kisne sikhaya tumhe himmat na harna 
himmat na harna 
yu kisne sikhaya tumhe himmat na harna 
himmat na harna 
rote ho rite jindagi ke din gujarana
din gujarana
rote ho rite jindagi ke din gujarana
din gujarana
yu kisne sikhaya tumhe himmat na harna 
pahchan ke khud apne takdeer badal le 
takdeer badal le 
pahchan ke khud apne takdeer badal le 
takdeer badal le 
bikhare huye armaano ki tasweer badal lo 
tasweer badal lo 
bikhare huye armaano ki tasweer badal lo 
tasweer badal lo 
te kisne kaha tujhse ki tu adhana hai insaan
pahchan khud hi apni chhavi ho na pareshan
te kisne kaha tujhse ki tu adhana hai insaan
pahchan khud hi apni chhavi ho na pareshan
kanto bhari raah ho to tumhe kya aansu na
bahe ashko ki tasweer badal lo 
jago jago re jago re ab to jago 
jago jago re jago re ab to jago

Song details