Roman script

aa yu dard bhare
yu dard bhare dil ki aawaj sunayenge
yu dard bhare bedard ke 
bedard ke dil ko bhi hamdard bnayenge bedard ke
ganga se mile jamuna or mil ke bahe dono
ganga se mile jamuna or mil ke bahe dono
ha hoga ha hoga agar aanshu taakir dikhayenge
ha hoga agar aanshu taakir dikhayenge
yu dard bhare 
ae aarzoo aap aakar jo de gaye yaad apni 
ae aarzoo aap aakar jo de gaye yaad apni 
ab koi bulaye bhi to kahe ko ayenge
ab koi bulaye bhi to kahe ko ayenge
yu dard bhare dil ki aawaj sunayenge
yu dard bhare

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Arzoo Lucknawi, A H Shor