Roman script

ye zindagi chali manchali

meri bekhudi se kya ye keh gayi

o rehnuma, mujhko de bata

ke in hawao ne

mujhse kya kaha

chaar disha se gunje teri sada

aur koi nahi yaara

lauta hun main

tujhko na maine pahchana

ye jindagi dekho to zara

faila hai ujala

dekho rehnuma

teri yaado ne bas mujhko

yun chhua, sulga hai ye pal

har lamha lagta bas dhuan hi dhuan

khamoshiya kyu hai darmiyaa

isme hai zamana, koi hai kaha

ye zindagi chali manchali

meri bekhudi se kya ye keh gayi

o rehnuma, mujhko de bata

ke in hawao ne

mujhse kya kaha

Explore this song