Roman script

ye jawani jawani, uspe aayi pareshani

apni mat mari, mat mari

har taraf na aamdani

ye zami hai, aasma hai

aur beech mein hain hum

mare mare hai re hai re

mare mare hai re hai

na jaanu kya maanu

kis kis ko pehchanu

ye bhi jaanu wo bhi jaanu

ab mein na kisi ko maanu

ye zami hai, aasma hai

aur beech mein hain hum

mare mare hai re hai re

mare mare hai re hai

bhatak rahe hain, ke manzil hai kahin

dhundh rahe hain, ek nayi zindagi

sabko mile, sab mile aur ho na kami

ye beqarari, qarari ye bekari

ye tanhayi hai aayi

uspe aayi ye judai

ye zami hai, aasma hai

aur beech mein hain hum

mare mare hai re hai re

mare mare hai re hai

kisse mile hum, koi apna nahin

hain fariyaade, to kya kare koi

ab sah sah kar gham peeye jaate hain

ye zamana zamana na pehchana

ab kya jatana pachhtana

sab hai bhul jaana

ye zami hai, aasma hai

aur beech mein hain hum

mare mare hai re hai re

mare mare hai re hai

Explore this song