Roman script

ye zami aasma apna ban gaya ye jaha apna

ye zami aasma apna ban gaya ye jaha apna

kya hasee hai safar banana brother

kya hasee hai safar banana brother

ye zami aasma apna ban gaya ye jaha apna

dekhte dekhte hum kaha aa gaye

sari duniya me ab sirf hum chha gaye

dekhte dekhte hum kaha aa gaye

sari duniya me ab sirf hum chha gaye

chhayi hai bekhudi hatho me jam hai

har taraf har jagha apna hi naam hai

mudke dekhe jidar banana brother

mudke dekhe jidar banana brother

ye zami aasma apna ban gaya ye jaha apna

kis me kitana hai dam aajmana bhi hai

chand taro ko dharti pe lana bhi hai

kis me kitana hai dam aajmana bhi hai

chand taro ko dharti pe lana bhi hai

humko banna bhi hai aur banana bhi hai

ho is zamane ko kuch kar dikhna bhi hai

oo o ho hye lambi apni dagar banana brother

hye lambi apni dagar banana brother

ye zami aasma apna ban gaya ye jaha apna

ye zami aasma apna ban gaya ye jaha apna

kya hansi hai safar banana brother

kya hansi hai safar banana brother

mudke dekhe jidar banana brother

kya hansi hai safar banana brother

Explore this song