Roman script

ye wada ha ye wada ye wada ha ye wada 

pyar ki khamoshiyo ko aao ham milkar sune 

tum jidhar kar do ishara ham udhar hi chal pade 

ye wada ha ye wada ye wada ha ye wada 

har ik andaz chahat bhara aur masum hai 

jine ki tumse mili hai waja hamko malum hai 

sanso pe hak hai tumhara 

ye wada ha ye wada ye wada ha ha wada 

bilkul nayi si zami hai naya sa lage aasma 

ik dum naya karwa hai sanam aa gaye ham jaha 

chute na ab sath apna 

ye wada ha ye wada ye wada ha ye wada 

pyar ki khamoshiyo ko aao ham milkar sune 

pyar ki khamoshiyo ko aao ham milkar sune 

tum jidhar kar do ishara ham udhar hi chal pade 

ye wada ha ye wada ye wada ha ye wada 

ye wada ha ye wada ye wada ha ye wada

Explore this song