Roman script

aaja aaja ye tanhayiya ye angadaiya 

mai hasi tu jawa ye shama fir kaha

ye tanhayiya ye angadaiya 

mai hasi tu jawa ye shama fir kaha

hoti hai to hone do ruswayiya

ye tanhayiya ye angadaiya 

mai hasi tu jawa ye shama fir kaha

ye tanhayiya ye angadaiya 

na tumhe khabar na hame khabar

ho gaya hai kya mil gayi najar yu jhum ke 

na tumhe khabar na hame khabar

ho gaya hai kya mil gayi najar yu jhum ke 

masti me hai aaj do parchaiya

ye tanhayiya ye angadaiya 

gaur se suno hai ye raz ka aa rahi hai ye ek awaz kya

dur dur dur se gaur se suno hai ye raz ka

aa rahi hai ye ek awaz kya dur dur dur se

bajti hai jaise kahi sahnaiya ye tanhayiya ye angadaiya 

rat ye hasi sun ho humnasi rah na jaye hum inme bas kahi

yu dub ke rat ye hasi sun ho humnasi

rah na jaye hum inme bas kahi yu dub ke 

uff teri ankho ki ye gahraiya

ye tanhayiya ye angadaiya 

mai hasi tu jawa ye shama fir kaha

hoti hai to hone do ruswayiya

Explore this song