Roman script

ye sard aahe meri ye dard tera sanam

kis tarah tum se kahe kis tarah bebas hai hum

jaye kaha hum tum bin kaise sataye din raat tumko

ye sard aahe meri ye dard tera sanam

kis tarah tum se kahe kis tarah bebas hai hum

jaye kaha hum tum bin kaise sataye din raat tumko

zindagi ye zindagi ban gayi hai bebasi

zindagi ye zindagi ban gayi hai bebasi

kya kare hum kya kare uljhano ka daur hai

kya kare hum kya kare uljhano ka daur hai

dil me kuchh bujhne laga dhadkano me shor hai

khamosh dil ki sada sunta nahi kyun khuda

sunta nahi kyun khuda

zindagi ye zindagi ban gayi hai bebasi

zindagi ye zindagi ban gayi hai bebasi

ye sard aahe meri ye dard tera sanam

phir paresha raat hai main saath kaise du sanam 

phir paresha raat hai main saath kaise du sanam 

ajnabi sa ek saya ban gaya hai mera humdam

tadpa raha hai mujhe, behka raha hai mujhe

behka raha hai mujhe

zindagi ye zindagi ban gayi hai bebasi

zindagi ye zindagi ban gayi hai bebasi

ye sard aahe meri ye dard tera sanam

Explore this song