Roman script

koi sacche khwaab dikhakar, aankho me sama jata hai

yeh rishta

yeh rishta kya kehlata hai, yeh rishta kya kehlata hai

jab suraj thakne lagta hai, aur dhup simatne lagati hai

koi anjanee see chij meri sanson se lipatne lagati hai

mai dil ke karib aa jati hu, dil mere karib aa jata hai

yeh rishta kya kehlata hai, yeh rishta kya kehlata hai

yeh rishta kya kehlata hai, yeh rishta kya kehlata hai

iss gumsum jhil ke pani me, koi moti aa kar deta hai

ek nay sawan me lagta hai, aur badh ke bhanwar ban jata hai

yeh rishta kya kehlata hai, yeh rishta kya kehlata hai

yeh rishta kya kehlata hai, yeh rishta kya kehlata hai

tasvir banati rehati hu, mai tuti hui aawajo par

ek chehra dhundati rehati hu, diwar kabhi darvajo par 

mai apne pas nahi rehati aur dur se koi bulata hai

yeh rishta kya kehlata hai, yeh rishta kya kehlata hai

yeh rishta kya kehlata hai, yeh rishta kya kehlata hai

Explore this song