Roman script

ye rat ne rang jamaya hai naya khiladi aya hai

pahla daw lagaya hai mera dil ghabraya hai

rat ne rang jamaya hai naya khiladi aya hai

pahla daw lagaya hai mera dil ghabraya hai

aj ke khel me kis se kon kis se kon takrata hai

danv kon lagata hai 

begam gulam badsah kon banata hai tum tum tum

teri bat nahi yar tu kahe ghabrata hai

kaho tumhara khyal hai kaho kya hal hai

puch rahe ho kamal hai chalo tumhari chal hai

kaho tumhara khyal hai kaho kya hal hai

puch raho hu kamal hai chalo tumhari chal hai

der se aye ya jaldi se pakka number aata hai

ye tash kon lagata hai

begam gulam badsah kon banata hai tum tum tum

teri bat nahi yar tu kahe ghabrata hai

kisi pe kya ilzam hai ye khel yuhi badnam hai

sara uska kam hai kismat jiska nam hai

kisi pe kya ilzam hai ye khel yuhi badnam hai

sara uska kam hai kismat jiska nam hai

koi jit jata hai koi har jata hai hisab kon lagata hai

begam gulam badsah kon banata hai tum tum tum

teri bat nahi yar tu kahe ghabrata hai

teri bat nahi yar tu kahe ghabrata hai

Explore this song