Roman script

ho ye raat mohabbat wali gujar na jaye

na wapas aaye, na aaye re

o ye raat mohabbat wali gujar na jaye

na wapas aaye, na aaye re

o raat mohabbat wali

bikhri hai chandni dil ke jahan me

kah de tu baat koi chupke se kaan me

chupke se kaan me

dekh dekh dekh dekh

aankho ke darpan me dekh le

hoye pyar muskaye

gujar na jaye

na wapas aaye, na aaye re

ho raat mohabbat wali

ulfat ki duniya kitni hasin hai

neela hai aasma sabka jamin hai

sabka jamin hai

dekh dekh dekh dekh

taaro ki toli me dekh le

hoye chand sharmaye

gujar na jaye

na wapas aaye, na aaye re

ho raat mohabbat wali

julfo ki chhanv me hans hans ke geet gaa

hans hans ke haar ja, hans hans ke jeet ja

hans hans ke jeet ja

dekh dekh dekh dekh

jivan ke mele me dekh le

hoye pyas balkhaye

gujar na jaye

na wapas aaye, na aaye re

ho raat mohabbat wali

gujar na jaye

na wapas aaye, na aaye re

ho raat mohabbat wali

Explore this song