Roman script

ye raste hai pyar ke chalna sambhal sambhal ke 

yaha lute hai dil ko arma machal machal ke

jo is taraf se gujara kabhi laut ke na aaya

aaya to sath apni 

betabiya bhi laya betabiya hi laya

gujregi umar sari pehlu badal badal ke

ye raste hai pyar ke chalna sambhal sambhal ke 

is unjhu man ne jo samjha jisko chirag dil ka

dekha karib se to 

nikla vo dag dil ka nikla vo dag dil ka

parwana jo banega rah jayega wo jal ke

ye raste hai pyar ke chalna sambhal sambhal ke 

yaha lute hai dil ko arma machal machal ke

ye raste hai pyar ke chalna sambhal sambhal ke

Explore this song