Roman script

ye kafile yadon ke
ye kafile yadon ke
kahin kho gaye hote
ye kafile yadon ke
kahin kho gaye hote
ik pal bhi agar bhul se hum so gaye hote
ye kafile yadon ke
kahin kho gaye hote
is mod pe ab tujhse
bichhadna nahin aasan 
is mod pe ab tujhse
bichhadna nahin aasan
pehle hi kahin tujhse juda ho gaye hote
ye kafile yadon ke
kahin kho gaye hote
milti ke na milti, ye muqaddar tha hamara
milti ke na milti, ye muqaddar tha hamara
manzil ki taraf apne kadam to gaye hote
ye kafile yadon ke
kahin kho gaye hote
duniya bhi bura kahti
gilaa tujhko bhi hota
duniya bhi bura kahti
gilaa tujhko bhi hota
hum had se jara aage 
chale jo gaye hote
ye kafile yadon ke
kahin kho gaye hote
ik pal bhi agar bhul se hum so gaye hote
ye kafile yadon ke
kahin kho gaye hote

Song details

Song video

Watch on YouTube