Roman script

ye pyar kaise kab ho jaye kaha ju ju ju ju ju ju

bato hi bato me shuru ho gaya ju ju ju ju ju ju

ye pyar kaise kab ho jaye kaha jane na dil khud bhi yaha

bato hi bato me shuru to ho gaya pahala safar ye pyar ka

aagaz ye to hai kahani ka abhi, anjaam kya hog

ye pyar kaise kab ho jaye kaha jane na dil khud bhi yaha

bato hi bato me shuru to ho gaya pahala safar ye pyar ka

aagaz ye to hai kahani ka abhi, anjaam kya hoga

ye dillagi nahi hai ye dil ki hai lagi

log isko hi kahte hai ashiki

ye rog hai aisa jiski nahi hai koi dawa

lage jisko wo samjho diwana ho gaya, diwana ho gaya

ye pyar kaise kab ho jaye kaha jane na dil khud bhi yaha

aagaz ye to hai kahani ka abhi, anjam kaya hoga

ye dil ki bekarari, uff ye duriya

bin mile inhe to chain aaye na

magar use dhundege kaise, jise kabhi nahi dekha

hey uske ghar ka bhi nahi hai koi pata, nahi hai koi pata

ye pyar kaise kab ho jaye kaha jane na dil khud bhi yaha

aagaz ye to hai kahani ka abhi, anjaam kya hoga

ye ye jo shart lagi, tu jit ke bhi use har gayi

ha ye khel tera ab khatam hua kya soch rahi

ishk yaha dunia me kaha chupata hai chupane se

hai ye agar dil me to phir tu kah de jamane se

ye pyar kaise kab ho jaye kaha jane na dil khud bhi yaha

bato hi bato me shuru to ho gaya pahala safar ye pyar ka

aagaz ye to hai kahani ka abhi, anjam kaya hoga

ye pyar kaise kab ho jaye kaha jane na dil khud bhi yaha

aagaz ye to hai kahani ka abhi, anjaam kya hoga

Explore this song