Roman script

ye pyasi mohabbat ye pyasi jawaani

adhuri adhuri ye dil ki kahaani

jhuki hui hai raat ye ruki hui hai baat ye

ye chaandni raat aage chale

ho kuch pyar ki baat aage chale

ye pyasi mohabbat ye pyasi jawaani

adhuri adhuri ye dil ki kahaani

jhuki hui hei raat ye ruki hui hei baat ye

yeh chaandni raat aage chale

ho kuch pyaar ki baat aage chale

kab kaun jaane kahan chala jaaye

mausam yahan se vahan chala jaaye

aisa na ho ye sama chala jaaye

oh kab kaun jaane kahan chala jaaye

mausam yahan se vahan chala jaaye

aisa na ho ye sama chala jaaye

jhuki hui hai aankh bhi ruki hui hai saans bhi

kuch to mulaaqaat aage chale

ho kuch pyar ki baat aage chale

ye pyasi mohabbat ye pyasi jawaani

adhuri adhuri ye dil ki kahaani

bole ye nazar ye zubaan chali jaaye

ye dil gaya ab ye jaan chali jaaye

door door tak ye daastaan chali jaaye

oh bole ye nazar ye zubaan chali jaaye

yeh dil gaya ab ye jaan chali jaaye

door door tak ye daastaan chali jaaye

jhuka hua hai aasmaan ruka hua hai ye jahaan

saara jahaan saath aage chale

ho kuch pyaar ki baat aage chale

ye pyaasi mohabbat, ye pyaasi jawaani

adhuri adhuri ye dil ki kahaani

jhuki hui hai raat ye ruki hui hai baat ye

ye chaandni raat aage chale

ho kuch pyar ki baat aage chale

Explore this song