Roman script
chaand aadha saada saada, koyi gham to nahi tera waada koyi iraada, gham se kam to nahi haan ye pyaar hai, ye pyaar hai chaand aadha saada saada, koyi gham to nahi tera waada koyi iraada, gham se kam to nahi haan ye pyaar hai, ye pyaar hai haan ye pyaar hai, ye pyaar hai chaand bhul ke rasta, teri galiyo mein aaya aur karke bahaana chhat pe wo muskuraaya chaandani mein sab nahaaye, bhige hum kyun nahi tera waada koyi iraada, gham se kam to nahi haan ye pyaar hai, ye pyaar hai haan ye pyaar hai, ye pyaar hai ho sake to khuda se do chaar din aur le le tum na hoge tanaha hum na honge akele saath jee le jindagi mein wakt kam to nahi tera waada koyi iraada, gham se kam to nahi haan ye pyaar hai, ye pyaar hai ye pyaar hai, ye pyaar hai chaand aadha saada saada, koyi gham to nahi haan ye pyaar hai, ye pyaar hai haan ye pyaar hai, ye pyaar hai
Song details
- Singer: Anchal Datta Bhatia
- Film / album: Woodstock Villa (2008)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Virag Mishra
- Actor: Neha Uberoi
- Actor: Arbaaz Khan
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Gulshan Grover
- Actor: Sikander Kher
- Actor: Sachin Khedekar
- Actor: Boman Irani
- Actor: Anupama Varma
- Actor: Gaurav Gera
actor: Gulshan Grover, Arbaaz Khan, Sachin Khedekar, Sikander Kher, Neha Oberoi