Roman script

hey saba, hey saba, hey saba, o saba
ye naina yaad hai piya ke bhul gaye
ye naina yaad hai piya ke bhul gaye  
inme dekho to kiski tasvir hai
aage meri takdir hai aaja re aa 
ho ye naina yaad hai piya ke bhul gaye
ho dekho ye dilruba mere hatho pe 
aaj bhi hai nisha tumhare hotho ke 
ho dekho ye dilruba mere hatho pe 
aaj bhi hai nisha tumhare hotho ke 
hatho me dekho to kiski ye tasvir hai 
aage meri takdir hai aaja re aa
hey saba, hey saba, hey saba, o saba
ho hoke tumse juda aur kya hona 
uth raha hai dhua badan se dekho na
ho hoke tumse juda aur kya hona   
uth raha hai dhua badan se dekho na
dhue me dekho to kiski ye tasvir hai
aage meri takdir hai aaja re aa 
ye naina yaad hai piya ke bhul gaye
inme dekho to kiski tasvir hai 
aage meri takdir hai aaja re aa 
ho aankhe na badalo is tor se dekho to mujhko zara gor se 
aankhe na badlo is tor se dekho to mujhko zara gor se 
tere liye jo dar dar phira ha main wo hi hun diwana tera
yaad karo janejaha ab nahi rehna tere bina
ab nahi rehna tere bina

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Shailendra Singh, Asha Bhosle