Roman script

ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

jiska ehsaas hai, vo bada khaas hai

jiska ehsaas hai, vo bada khaas hai

ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

jiska ehsaas hai, vo badi khaas hai

jiska ehsaas hai, vo badi khaas hai

kisi par hun main mar mita

ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

ye khula aasma mastiya la raha

dil ki umango se saat rango se

dekho saji vaadiyaan

chaaro lehro pe, sang hawa ke udu

na jor khud pe hai

rab mera tujhme hai

tujhse hi mera jahan

baat ek maan le, hath tu thaam le

haa baat ek maan le, hath tu thaam le

mujhko apne tu dil me basa

mujhko apne tu dil me basa

ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

tumne jeeta hai dil, tha jo bada mushkil

ab dur jaana na, mujhme sama jana

dil me utha hai tufaan

ek ghar le bana, apni duniya basa

phulo se pyaari ho, sabse nyaari ho

sapne ho jisme jawa

khwaaish maan le, aa fir jaan le

khwaaish maan le, aa fir jaan le

kar de puri meri ye duaa

kar de puri meri ye duaa

ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

main to nadaan tha, tumse anjaan tha

jana tumhe jabse, mana tumhe tab se

hoti hai kya dilruba

mit gaye faasle, jo the yun darmiyaan

lagne laga mujhko, paake ye dil tujhko

bekaabu hone laga

bin kahe jaan le ab to pehchaan le

bin kahe jaan le ab to pehchaan le

kar rahi hai nazar jo bayan

kar rahi hai nazar jo bayan

ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

ye mujhe kya hua, hun kisi pe fida

Explore this song