Roman script

ye mausam hai pyaar ka

rang khila hai bahaar ka

ye mausam hai pyaar ka

rang khila hai bahaar ka

ye haisn najaare karte hai ishaare

tu meri jaanam dil tujhe pukare

ye mausam hai pyaar ka

rang khila hai bahaar ka

ye mausam hai pyaar ka

rang khila hai bahaar ka

ye haisn najaare karte hai ishaare

tu hai mera dilbar dil tujhe pukare

ye mausam hai pyaar ka

rang khila hai bahaar ka

dekha hai jabse ye chehra tera

dilwana dil kah raha hai mera

pichha na chhodunga ab main tera

kabse kah rahi hai tu ha na ha

bhawra hai tu main hun najuk kali

teri tabiyat to hai manchali

chhedega mujhko to main to ye chali

lagta hai mujhko tu diwana

ye haisn najaare karte hai ishaare

tu hai mera dilbar dil tujhe pukare

ye mausam hai pyaar ka

rang khila hai bahaar ka

mitha mitha dard mere dil se utha

na jaane ye mujhko kya ho gaya

tujhko pata hai to ujhko bata

sath mera chhod ke naa jana

kar le bharosa mere pyar ka

tu shaq na kar mujh pe ae dilruba

tutega na pyar ka silsila

umar bhar karunga wafa jaaneja

ye haisn najaare karte hai ishaare

tu meri jaanam dil tujhe pukare

ye mausam hai pyaar ka

rang khila hai bahaar ka

ye mausam hai pyaar ka

rang khila hai bahaar ka

ye haisn najaare karte hai ishaare

tu hai mera dilbar dil tujhe pukare

ye mausam, ye mausam, hai pyaar ka, hai pyaar ka

rang khila hai, rang khila hai

bahaar ka, bahaar ka

ye mausam, ye mausam, hai pyaar ka, hai pyaar ka

rang khila hai, rang khila hai

bahaar ka, bahaar ka

Explore this song