Roman script

ye meri hai dasta, sunke roya aasma

zindagi ne ki bewafayi, sanse apni huyi paraayi

har rishta huwa fanah

ye meri hai daasta, sunke roya aasma

ye meri hai daasta, sunke roya aasma

zindagi ne ki bewafayi, sanse apni hui parayi

har rishta hua fanah, ye meri hai daasta

apno se milne ko dil tarse

suraj ki aankho se aansu barse

chand bhi roye raat raat bhar, taare kare vain jaagkar

kaisa aaya ye sama, ye meri hai daastaan

hey hey hey hey hey aa ha 

hey hey hey hey hey aa ha

na teri khata hai na meri khata

kismat ne di hai hamko saja

lautkar na aaunga ab kabhi

saare dhundenge kadmo ke nishaan

rahe aabaad ye tera jahaan, ye meri hai daastaan

zindagi ne ki bewafaayi, sanse apni huyi paraayi

har rishta huwa fanaa, ye meri hai daastaan

Explore this song