Roman script

ye mera man pagal sa hai soche nahi bas chalta rahe

ye mera man pagal sa hai soche nahi bas chalta rahe

aata hai ya jata hai kis duniya mein rehta hai

aye pagal mann tu teher ja re kahi ye mera man

udta lehrata gubbaro sa beh jata hai ye

behka bhatka saa bhawre jesa chakrata hai ye

kabhi chod de hawa ko ek dum to le jara

kyu sunn rha tu kiski apni bhi kar jara

aye pagal mann tu sehmta kyu nhi

ye mera mann pagal sa hai soche nhi bas chalta rahe

ye mera mann

hilta mandrata, titliyo sa lalchata hai ye

chipta ghabrata, patto jaise katrata hai ye

kabhi aankh mein kisi ke, kuch pal reh kar to dekh

kabhi haath mein kisi ke, kasme saja kar to dekh

aye pagal mann tu samjhta kyo nahi

ye mera man pagal sa hai soche nhi bas chalta rahe

ye mera man pagal sa hai soche nhi bas chalta rahe

aata hai ya jata hai kis duniya mein rehta hai

aye pagal man tu teher ja re kahi

ye mera man

Explore this song