Roman script

ye mera geet hain tumhare liye 
ye mera geet hain tumhare liye 
ye mera geet hain tumhare liye 
ye jabaa par kabhi nahi aaya 
maine dil me chhupa ke rakhaa hain 
ye mera geet hain tumhare liye 
mera har labj teri ankhe hain 
teri yade hain teri bate hain
meri sanse bichhi hain raaho me 
teri yado ki naram raate hain
sabse maine bacha ke rakha hain
maine dil me chhupa ke rakhaa hain 
ye mera geet hain tumhare liye 
husn ko ishq ka paya likha 
chand ko dhup ka salam likha 
maine sab mausamo ke phul chune 
jard patto pe tera naam likha 
aate jaate dilo ko kissa hain 
maine dil me chhupa ke rakhaa hain 
ye mera geet hain tumhare liye 
ye mera geet hain tumhare liye 
ye jabaa par kabhi nahi aaya 
maine dil me chhupa ke rakhaa hain 
ye mera geet hain tumhare liye 
ye mera geet hain tumhare liye

Song details