Roman script

dil se tujhko bedali 
mujhko hai dil ka gurur 
tu ye maane ya na maane 
log mane geye jarur 
ye mera deewanapan hai 
yaa mohabbat ka surur 
tu na pehchane to kahiye 
teri nazro ka kasoor 
ye mera deewanapan hai 
dil ko teri hi tamnna 
dil ko tujhse hi hai pyar 
chahe tu aaye ya na aaye 
hum karege intzaar 
ye mera deewanapan hai 
yaa mohabbat ka surur 
tu na pehchane to kahiye 
teri nazro ka kasoor 
aise veerane me ek din 
ghut ke mar jayege hum ek din 
jitna jee chahe pukaro 
phir nahi aayege hum 
ye mera deewanapan hai 
yaa mohabbat ka surur 
tu na pehchane to kahiye 
teri nazro ka kasoor

Song details

Song video

Watch on YouTube