Roman script
ye mehfil sitaro ki raat ye baharo ki aise me chhed de tarana koyi pyar ka kisi ki nigaho me, mohabbat ki raaho me khoya gaya hai ye diwana koi pyar ka ye mehfil sitaro ki ye bhigi fizaye suhana sama koi leke dil chhup gaya hai kaha chale aayenge ye jamin aasma bula ke to dekhe kisi ki juban mohabbat ke dil me shama jab jali hai aayega aayega parawana koi pyar ka ye mehfil sitaro ki mere dil ke arman jagao nahi mohabbat ki bate banao nahi ye kehke mera dil dukhao nahi hansi pyar ki tum udao nahi asar kar gayi hai ye bate teri sun ke hua hai ye diwana koi pyar ka ye mehfil sitaro ki raat ye baharo ki aise me chhed de tarana koyi pyar ka ye mehfil sitaro ki
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Hemant Kumar
- Film / album: Arab Ka Saudagar (1956)
- Composer: Hemant Kumar
- Lyricist: Ravi Shankar
- Actor: Pradeep Kumar
- Actor: Shashikala
- Actor: Narang
- Actor: Hiralal
Song video
singer: Asha Bhosle, Hemant Kumar