Roman script

ye mausam ye hawaye  ye rut suhani fir na aayegi

fir na hogi dilwale zindgani fir na ayegi

koi hasrat na rakh dil me 

ye duniya char din ki hai ye duniya char din ki hai

jawani mauj dariya hai jawani jo laut ke na aayegi

nigahe mila, nigahe mila  or ek jam lele or ek jam lele

ha jawani ke sir ha jawani ke sir koi lizam lele

nigahe mila, nigahe mila  nigahe mila, nigahe mila

nigahe mila, nigahe mila  nigahe mila, nigahe mila

nigaho ke saaye me palti hai duniya palti hai duniya

hasino ke hamraah chalti hai duniya chalti hai duniya

hasino ke pehlu me aaram le lo hasino ke pehlu me aaram le lo

aaram le lo jara aaram le lo aaram le lo jara aaram le lo

nigahe mila, nigahe mila nigahe mila, nigahe mila

masjid mandir sabhi to na jaye sabhi to na jaye

ye tujh ko mitane kahi kho na jaye kahi kho na jaye

kahi is dali pe koi aaram le lo kahi is dali pe koi aaram le lo

aaram le lo jara aaram le lo aaram le lo jara aaram le lo

nigahe mila, nigahe mila or ek jam lele or ek jam lele

ha jawani ke sir ha jawani ke sir koi lizam lele

Explore this song