Roman script

ho yeh mann mera bada hi chaliyan 

maaf karo bijbasiya maaf karo bijbasiya

ho yeh mann mera bada hi chaliyan 

maaf karo bijbasiya maaf karo bijbasiya

radhaji ke mann mein base hum

mann mein base hum haan dhan mein base hum

aisa karo kuch rasiya maaf karo bijbasiya

radha bhi yahi mira bhi yahi

inhe chodke tu jana na kahin

radha bhi yahi mira bhi yahi

inhe chodke tu jana na kahin

maaf karo bijbasiya maaf karo bijbasiya

kitne mohini murat teri dekho har ghadi bas tujhko

kitni suhani surat teri bhaye ab yehi bas mujhko

tere is dar pe aye hai sawali

bharosa hume hai na jayenge khali

daya ab karo yeh jholi to bharo

tumhara sahara bhawar mein kinara

ho sab kehte tum antaryami

padlon jiya ki baatiyan aisa karo kuch rasiyan

hey radha bhi yahi mira bhi yahi

inhe chodke tu jana na kahin

hey radha bhi yahi mira bhi yahi

inhe chodke tu jana na kahin

radha radha tere pyaar mein ho gaya hoon adha

hum aapni aankhon mein tera hi roob basaye hai

mudke dekh hume khade hai tere balama re

hum dil ke rogi re hum dil ke rogi re 

koi na jane hum diwane prem ke jogi re

na yeh ghar chhod ke jayenge na jayenge

na jayenge na jayenge na jayenge

kat kate na aab to akle birha ke suni ratiya 

kuch to karo bijbasiya

radha bhi yahi mira bhi yahi

inhe chodke tu jana na kahin

radha bhi yahi mira bhi yahi

inhe chodke tu jana na kahin

ho yeh maan mera bada hi chaliyan 

maaf karo bijbasiya maaf karo bijbasiya

maaf karo bijbasiya maaf karo bijbasiya

Explore this song