Roman script

ye kya hua kya hua, ye kya hua kya hua

hatho ne galo ko chhua uff, hotho ne hotho ko chhua uff

hatho ne galo ko chhua, hotho ne hotho ko chhua

sharmaye mera jiya, acha hua jo hua, acha hua jo hua

ankho se ankho ko chumma, sanso ne sanso ko chumma

ankho se ankho ko chumma, sanso ne sanso ko chumma

prano ne prano ko chua, ye kya hua kya hua

mere jivan pyar ye tan par pyar ki tune mohar laga di

tujhko pata kya meri khata kya teri soyi prit jaga di

man man muskau sochu to mai ghabrau

man man muskau sochu to mai ghabrau

dhadka diya dil mera, acha hua jo hua

ankho se ankho ko chumma, sanso ne sanso ko chumma

prano ne prano ko chua, ye kya hua kya hua

hoth ki lali kisne chura li pucho to mehar apna begana

sapne chup kar humne khul kar vahi kiya jo kare jamana

aayine se mujhko yad vo na bhul pau

aayine se mujhko yad vo na bhul pau

ye kaisa thadapa diya, ye kya hua kya hua

hatho ne galo ko chhua uff, hotho ne hotho ko chhua uff

sharmaye mera jiya, acha hua jo hua, acha hua jo hua

ankho se ankho ko chumma, sanso ne sanso ko chumma

prano ne prano ko chua

Explore this song