Roman script

na jane kyu, na jane kyu

yeh khushi ki mehfil dhadakta hai dil na jane kyon

inn hajaro me sanam tumhi ko diya dil na jane kyon

tumhe chah ke mere hasin kuchh aur phir chaha nahi

haal yeh huwa jane kyon

ji me jo aaye karo itna magar dekh lo

hatho me hai jo hath vahi arman ka katil na ho

hay allah teri najar jakhmi hai mera jigar

katil dil ke mere, kahi tu hi mera dil na ho

ho tera shabab khilta rahe 

jadu tera chalta rahe hain duwa meri jane kyon 

inn hajaro me sanam tumhi ko diya dil na jane kyon

yeh khushi ki mehfil dhadakta hai dil na jane kyon

mehfil ko roshan karo, kuchh aur bhi rang bharo

aisa baandho sama koyi hosh me na rahe

darta hu iss pyar par kal ko hanse na yeh log

do pal ki yeh khushi ban jaye jivan kaa rog

abb toh sanam chaha tumhe, abb log jo chahe kahe

dil diya toh phir darna kyon

yeh khushi ki mehfil dhadakta hai dil na jane kyon

inn hajaro me sanam tumhi ko diya dil na jane kyon

tumhe chah ke mere hasin kuchh aur phir chaha nahi

haal yeh huwa jane kyon 

yeh khushi ki mehfil dhadakta hai dil na jane kyon

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song