Roman script

ye khamoshiya ye shama ye taro bhara aasma

na jaane kidhar le chali haay takdir ki kashtiya

ye khamoshiya ye shama ye taro bhara aasma

na jaane kidhar le chali haay takdir ki kashtiya

hamne samjha jise aasra

aankh kholi to ek khwab tha

hamne samjha jise aasra

aankh kholi to ek khwab tha

kya kahe kis tarah lut gaya

dil ki raaho me ye karwa

ye khamoshiya ye shama ye taro bhara aasma

na jaane kidhar le chali haay takdir ki kashtiya

hum wahi hai wahi raat hai

par na pahli si vo baat hai

hum wahi hai wahi raat hai

par na pahli si vo baat hai

hai chaman ki kali bhi wahi

baagba par nahi meharbaan

ye khamoshiya ye shama ye taro bhara aasma

na jaane kidhar le chali haay takdir ki kashtiya

aye mere pyar ki jindagi

aarzu ab teri chhod di

aye mere pyar ki jindagi

aarzu ab teri chhod di

aa gale mil ke ho le juda

khtam hone lagi daastan

aa gale mil ke ho le juda

khtam hone lagi daastan

Explore this song