Roman script

ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan

ye khamoshiya ye tanhaiya

ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar

ye hai barf ke dher ya sangemarmar

bana le na kyo apni jannat yaha

ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan

ye khamoshiya ye tanhaiya

ye unche pahado ke magrur saye

ye kahate hai unko najar to milaye

ye kahate hai unko najar to milaye

farishte bhi hai is jagah bejuban

ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan

ye khamoshiya ye tanhaiya

na parda hai koyi, na hai koyi chilman

jaha panv rakh de, hai phislan hi phislan

kadam chhod te ja rahe hai nishan

ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan

ye khamoshiya ye tanhaiya

ye khamoshiya ye tanhaiya, mohabbat ki duniya hai kitni jawan

ye khamoshiya ye tanhaiya, ye khamoshiya ye tanhaiya

Explore this song