Roman script

ye kaun meri jindagi me aa gaya
bahar ban ke chha gya 
nazar me hai sama gaya 
ye kaun meri jindagi me aa gaya
ye kaun meri jindagi me aa gaya
bahar ban ke chha gaya 
najar me hai sama gaya
ye kaun meri jindagi me aa gaya
ye kyo hai kisi se pyar hone laga
hai kon jiska intjar hone laga
ye kyo hai kisi se pyar hone laga
hai kon jiska intjar hone laga
kuch aise muskura gaya
mujhe hasa hasa gya ye kaun
ye kaun meri jindagi me aa gaya
chali kidhar se aaj ye hawaye
jo dil me soyi khawaise jagaye
chali kidhar se aaj ye hawaye
jo dil me soyi khawaise jagaye
ye dil to dagmaga gaya
aise fareb kha gaya
ye kaun ye kaun meri jindagi me aa gaya
bahar ban ke chha gaya 
najar me hai sama gaya
ye kaun meri jindagi me aa gaya

Song details

Song video

Watch on YouTube