Roman script

ye kaun aaj aaya savere savere 

ye kaun aaj aaya savere savere 

ke dil chauk utha savere savere

kaha rup ne chand hain chaudhavi ka

kaha rup ne chand hain chaudhavi ka

magar chand kaisa savere savere

gaya man ka dhiraj badhi bekali bhi

gaya man ka dhiraj badhi bekali bhi

ye mujhko hua kya

ye mujhko hua kya savere savere

aate hi ek tarhadar ne dil chhin liya

aate hi ek tarhadar ne dil chhin liya

dilruba ban ke dildar ne dil chhin liya

banki chitwan ke pichhe yaar ne dil chhin liya

deke dhokha kisi ayaar ne dil chhin liya

aankho me jaadu baato me shola 

aankho me jaadu baato me shola 

diya kaisa charkha savere savere 

diya kaisa charkha savere savere 

ye kaun aaj aaya savere savere

Explore this song