Roman script

ye kaisa jamana ye kaisa jamana 

ye kaisa jamana ye kaisa jamana 

kya iska yahi kaam hai 

jalto ko jalana jagwalo batana

ye kaisa jamana ye kaisa jamana 

ye kaisa jamana ye kaisa jamana 

o gam ki ghatao ne tujhe aake hai ghera

o gam ki ghatao ne tujhe aake hai ghera

kismat meri hai ye ke hai 

har aur andhera andhera andhera 

gir jaau jo thokar se to hansata hai jamana

ye kaisa jamana 

ye kaisa jamana ye kaisa jamana 

ek chot jigar mere ne kuchh aise hai khai

ek chot jigar mere ne kuchh aise hai khai

har aas meri aankhon mein aansu bhar laai

ab kisko kahun haal apne gam ka fasana 

ye kaisa jamana 

ye kaisa jamana ye kaisa jamana 

ji jal gaya duniyan se 

sun duniyan vale jine ki nahi aas mujhe 

ae ae paas bula le 

dukh dard ke maro ka fakat mera thikana

ye kaisa jamana 

ye kaisa jamana ye kaisa jamana 

kya iska yahi kaam hai jalto ko jalana 

ye kaisa jamana

ye kaisa jamana ye kaisa jamana 

ye kaisa jamana ye kaisa jamana

Explore this song