Roman script

suraj ki kirano mein rehata hoon

pagal pawan jaisa jita hoon

pahado ki bahon mein behata hoon

barish ki bundo se kehata hoon

yeh jo pal, yeh pal hai suhana

jindagi jine ka yeh chhota sa bahana

aaj hai, rahe na rahe yeh kal o u o o o pal

andheri sadako pe sapana sa

dhundu main dil ya apna sa

woh halaki si aahat khinche mujhe na jane kahan

paas aake tara gira, sahil pe main hoon khada

anjani raahon pe main hoon chala main hoon chala 

yeh jo pal, yeh pal hai suhana

jindagi jine ka yeh chhota sa bahana

aaj hai, rahe na rahe yeh kal o u o o o pal

yeh jo pal

suraj ki kirano mein rehata hoon

pagal pawan jaisa jita hoon

pahado ki bahon mein behata hoon

barish ki bundo se kehata hoon

yeh jo pal, yeh pal hai suhana

jindagi jine ka yeh chhota sa bahana

aaj hai, rahe na rahe yeh kal o u o o o pal

yeh jo pal

Explore this song