Roman script

he ye jo hua sach kaho kaisa hua 

ye jo hua sach kaho kaisa hua 

ye jo hua sach kaho kaisa hua 

aise hi hoga sanam ke dekhte jao 

he ye to hua jaisa chaha vaisa hua 

ye to hua jaisa chaha vaisa hua 

ab kya hai agla kadam ye dekhte jao

ye dekhte jao

balam ji hamse dur bahut bahkate the

diya jo ek fanda to aaye raste pe 

balam ji hamse dur bahut bahkate the

diya jo ek fanda to aaye raste pe 

aji mera shukriya to ada nahi karte 

aur ulte hanste ho udhar ko muh karke 

mera shukriya to ada nahi karte 

aur ulte hanste ho udhar ko mah karke 

pyar me nadan ho are pyar me nadan ho 

ye maan bhi jao ye maan bhi jao 

ye jo hua sach kaho kaisa hua 

aise hi hoga sanam ke dekhte jao 

he he he he ke dekhte jao 

abhi hun mai nadan lage tumhe aisa 

kamal hai isme mera bhi thoda sa

abhi hun mai nadan lage tumhe aisa 

kamal hai isme mera bhi thoda sa

ho piye bina yu hi nahi khumar aaya 

hai tum me koi baat jabhi to pyar aaya

piye bina yu hi nahi khumar aaya 

hai tum me koi baat jabhi to pyar aaya

yu nahi dil tham ke yu nahi dil tham ke  

meri kasam khao he he he he meri kasam khao

ye to hua jaisa chaha vaisa hua 

are ye to hua jaisa chaha vaisa hua 

ab kya hai agla kadam ye dekhte jao

ye dekhte jao ye jo hua sach kaho kaisa hua 

aise hi hoga sanam ke dekhte jao

ye dekhte jao ke dekhte jao

Explore this song