Roman script

ye jo halka halka surur hai

ye jo halka halka surur hai, sab teri najar ka kasur hai

tune jam labo se pila diya, mujhe ek sarabi bana diya

mujhe ek sarabi bana diya re mujhe ek sarabi bana diya 

ye jo hum dono me surur hai

ye jo hum dono me surur hai, ye sab sawan ka kasur hai

kuch kali ghata ne pila diya, kuch teri najar ne pila diya

haye mujhe sarabi bana diya, haye mujhe sarabi bana diya

tu jhumti botal lagti hai, tu jhumti botal lagti hai

pura maykhana lagti hai, mujhe or nasha chad jata hai

jab tu nagin si chalti hai

jab tu nagin si chalti hai, re mujhe or nasha chad jata hai

tu pikar jhuth bolta hai, tu pikar jhuth bolta hai

tujhe kala kauwa katega, are tujhe kala kauwa katega

ab kauwa kate ya sap dase, tune pyar ka jahar pila diya

mujhe ek sarabi bana diya re mujhe ek sarabi bana diya

maine pahle bhi tumnhe kahi dekha hai

tu kuch kuch aisi lagti hai, tu kuch kuch aisi lagti hai

mujhe rekha jaisi dikhti hai, mujhe bahut chad gayi hai sayad

tu double role me lagti hai, mujhe do do rekha dikhti hai

mujhe do do rekha dikhti hai, jhutha kahi ka

tu pikar jhuth bolta hai, tu pikar jhuth bolta hai

tujhe kala kauwa katega, re tujhe kala kauwa katega

ab kauwa kate ya sap dase, tune pyar ka jahar pila diya

mujhe ek sarabi bana diya re mujhe ek sarabi bana diya

ye jo halka halka surur hai, ye sab sawan ka kasur hai

nahi nahi ye teri najar ka kusur hai

tune jam labo se pila diya

hum dono ko sarabi bana diya re hum dono ko sarabi bana diya 

hum dono ko sarabi bana diya

Explore this song