Roman script

yeh ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai 

ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai

yeh ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai 

ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai

yeh dil ka maamala hai bhala, jaayega

dariya toh ishq da hai jara chadhata hi jaayega

huwa yeh paani hai rasta banaayega

yeh ishq dushmano se hamko bachaayega

mit jaayenge wafa ke raste mein aanewaale

yeh ishq aashiqon ko jannat dikhaayega

yeh ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai 

ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai

yeh ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai

ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai

abb toh majanu ki khaake kasam

teri chaahat mein kho jaaye hum 

abb na honge kabhi hum juda, jitne karle yeh duniya sitam

sar ko kabhi na julm ke aage jhukaayega

jo kaarawa hai ishq ka woh chalata hi jaayega

huwa yeh paani hai rasta banaayega

yeh ishq dushmano se hamko bachaayega

mit jaayenge wafa ke raste mein aanewaale

yeh ishq aashiqon ko jannat dikhaayega

yeh ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai 

ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai

yeh ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai 

ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai

yeh dil ka maamala hai bhala, jaayega

yeh ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai 

ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai

yeh ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai 

ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai

yeh dil ka maamala hai bhala, jaayega

bin tere hamko jina nahi, ghum judaayi ka sehana nahi 

bin tere hamko jina nahi, ghum judaayi ka sehana nahi 

dur rehkar toh mar jaayenge, abb jamaane se darna nahi

manjar judaayi ka abb toh dekha na jaayega

jo ishq mein deewaana hai yeh gaata hi jaayega

huwa yeh paani hai rasta banaayega

yeh ishq dushmano se hamko bachaayega

mit jaayenge wafa ke raste mein aanewaale

yeh ishq aashiqon ko jannat dikhaayega

yeh ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai 

ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai

yeh ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai 

ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai

yeh ishq dushmano se hamko bachaayega

mit jaayenge wafa ke raste mein aanewaale

yeh ishq aashiqon ko jannat dikhaayega

yeh ishq ishq hai, ishq hai 

ishq hai ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai

yeh ishq ishq hai, ishq hai

ishq hai ishq ishq hai, ishq hai, ishq hai

Explore this song