Roman script

yeh hawa yeh nadi ka kinara chand taro ka rangin ishara

keh raha hai bekhabar ho sake to pyar kar

ye sama milega phir na dobara

yeh hawa yeh nadi ka kinara chand taro ka rangin ishara

keh raha hai bekhabar ho sake to pyar kar

ye sama milega phir na dobara yeh hawa yeh nadi ka kinara

ye raat dhalne na paaye aane na paye sawera

tu bhi utha lambi palke julfo ko maine bikhera

yuhi chanda tale meri naiyya chale teri baho ka leke sahara

yeh hawa yeh nadi ka kinara chand taro ka rangin ishara

keh raha hai bekhabar ho sake to pyar kar

ye sama milega phir na dobara yeh hawa yeh nadi ka kinara

aise mile aaj saiyya teri najar meri aankhe

dhadakan meri tera dil ho lab ho mere teri baate

dare kahe ko dil sajna khul ke mil kya karega jamana hamara

dare kahe ko dil gori aa khul ke mil kya karega jamana hamara

ye hawa ye nadi ka kinara chand taro ka rangin ishara

keh raha hai bekhabar ho sake to pyar kar

ye sama milega phir na dobara yeh hawa yeh nadi ka kinara

Explore this song