Roman script

ye hai chaku ye hai chhuri

ye hai kenchi ye hai khanjar 

aur mai hun katari babu 

aur mai hun katari lala 

ye hai chaku ye hai chhuri

ye hai kenchi ye hai khanjar 

aur mai hun katari babu 

aur mai hun katari lala 

ye hai chaku ye hai chhuri

ye hai kenchi ye hai khanjar 

muchho wali kenchi lekar 

munchh sidhi kar lo 

dil ka mera ban jayega 

ji par nazre daalo 

apna mukdar aazma lo 

o o dil wale 

ye hai chaku ye hai chhuri

ye hai kenchi ye hai khanjar 

aur mai hun katari babu 

aur mai hun katari lala 

ye hai chaku ye hai chhuri

ye hai kenchi ye hai khanjar 

tirchhi topi wale chhela 

le lo khanjar mera 

roz hasino ki galiyo ka 

sar ka heraphera 

ye dil ki arma tujhpe kurba ae meri jaan 

ye hai chaku ye hai chhuri

ye hai kenchi ye hai khanjar 

aur mai hun katari babu 

aur mai hun katari lala 

ye hai chaku ye hai chhuri

ye hai kenchi ye hai khanjar 

mera chehra dekhna babu 

hath me meri chhuriya 

nahi chalegi hum par teri 

jadu ki ye pudiya 

khali hi jaye ye nishane o diwane 

ye hai chaku ye hai chhuri

ye hai kenchi ye hai khanjar 

aur mai hun katari babu 

aur mai hun katari lala 

ye hai chaku ye hai chhuri

ye hai kenchi ye hai khanjar 

aur mai hun katari babu 

aur mai hun katari lala

Explore this song