Roman script

ye duwa hai meri rab se
tujhe aashiko me sab se
meri aashiki pasand aaye
meri aashiki pasand aaye
ye duwa hai meri rab se
tujhe aashiko me sab se
meri aashiki pasand aaye
meri aashiki pasand aaye
ye duwa hai meri rab se
tujhe dosto me sab se
meri dosti pasand aaye
meri dosti pasand aaye
ye duwa hai meri rab se
tu husn ke rango se 
likhi hui gazal hai
tu husn ke rango se 
likhi hui gazal hai
tu pyar ke dariya me 
khilata hua kamal hai
ye duwa hai meri rab se
tujhe shayro me sab se
meri shayari pasand aaye
meri shayari pasand aaye
ye duwa hai meri rab se
mere dil ke aaine me
tasveer hai tumhari
mere dil ke aaine me
tasveer hai tumhari
ab to tum ban gaye ho 
zindagi hamari
ye duwa hai meri rab se
tumhe sadagi me sab se 
meri sadagi pasand aaye
meri sadagi pasand aaye
ye duwa hai meri rab se
tujhse najar milake 
madahosh jindagi hai 
tujhse najar milake 
madahosh jindagi hai 
din raat mere dil pe 
bas teri bekhudi hai 
ye duwa hai meri rab se
tujhe deewangi me sab se
meri deewangi pasand aaye
meri deewangi pasand aaye
ye duwa hai meri rab se
tujhe aashiko me sab se
meri aashiki pasand aaye
meri aashiki pasand aaye
meri shayari pasand aaye
meri dosti pasand aaye

Song details

singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu

actor: Karishma Kapoor, Rahul Roy, Kumar Sanu