Roman script

ye dil tha diwaana

kisi pe tha aana

ye tujhpe sanam aa gaya

ye maine na jana

mujhe tum batana

ye kab kaise kya ho gaya

ja ja ja ja ja na sata

mujhe tu itna to bata

pada kyu mere pichhe haath mal ke

main jaanu kya hai ladke aajkal ke 

pada kyu mere pichhe haath mal ke

main jaanu kya hai ladke aajkal ke 

ye dil tha diwaana

kisi pe tha aana

ye tujhpe sanam aa gaya

ye maine na jana

mujhe tum batana

ye kab kaise kya ho gaya

ja ja ja ja ja na sata

mujhe tu itna to bata

pada kyu mere pichhe haath mal ke

main jaanu kya hai ladke aajkal ke 

pada kyu mere pichhe haath mal ke

main jaanu kya hai ladke aajkal ke 

he ruth ke ja rahi hai kaha

aaunga jaayegi tu jaha

aaj tu baat ye jaan le

hath na aaungi maan le

na chhodunga tera main pichha o jana

ke seene me jab tak hai ja

ja ja ja ja ja na sata

mujhe tu itna to bata

pada kyu mere pichhe haath mal ke

main jaanu kya hai ladke aajkal ke 

pada kyu mere pichhe haath mal ke

main jaanu kya hai ladke aajkal ke 

ha dekh le pyaar ka ye asar

is jaha se hua bekhabar

dekh na khwaab tu josh me

aa jara tu abhi josh me

main hun josh me bhi, main hun hosh me bhi

magar tu kaha hai bata

ja ja ja ja ja na sata

mujhe tu itna to bata

pada kyu mere pichhe haath mal ke

main jaanu kya hai ladke aajkal ke 

pada kyu mere pichhe haath mal ke

main jaanu kya hai ladke aajkal ke

ye dil tha diwaana

kisi pe tha aana

ye tujhpe sanam aa gaya

ye maine na jana

mujhe tum batana

ye kab kaise kya ho gaya

Explore this song