Roman script

ye dil deewana hua begaana 

ye dil deewana hua begaana 

bahutroka bahut toka magar na mana

ye dil deewana hua begaana 

na hai jiska wo to dard purana hai 

na hai jiska wo to dard purana hai 

ek ham hi kya dil ko thame sara jamana hai 

jidhar jaao udhar sun lo yahi afsana

ye dil deewana hua begaana 

pyar ka mausam aaye to dil khil hi jate hai 

pyar ka mausam aaye to dil khil hi jate hai 

is mausam mein do deewane mil hi jate hai 

jaha dekhe koi samma jala kar parwana

ye dil deewana hua begaana 

jab aankho mein khwab banke koi aata hai 

jab aankho mein khwab banke koi aata hai 

na jane kyo ye jaha rangin ho jata hai 

na kuchh soche na kuch samjhe najar mastana 

ye dil dil deewana hua begana 

bahut roka bahut toka magar na mana 

ye dil deewana hua begaana

Explore this song