Roman script

ye betiya toh baabul ki raaniya hai 

ye betiya toh baabul ki raaniya hai 

mithi mithi pyaari pyaari ye kahaaniya hai

ye shishe diyan gudiya rab jaane ke ye kudiya

kinna jamilya kinna le jaaniya hai

ye betiya toh baabul ki raaniya hai

mithi mithi pyaari pyaari ye kahaniya hai

ye ladkiya toh maaon ki raaniya hai 

ye ladkiya toh maaon ki raaniya hai 

mithi mithi pyaari pyaari ye kahaniya hai

inka raam hai rakhwaala inka bachpan bhola bhala

bholi bhaali si inki jawaniya hai

ye ladkiya toh maaon ki raaniya hai

mithi mithi pyaari pyaari ye kahaniya hai

sab ke dil ki saare ghar ki ye raaniya hai 

sab ke dil ki saare ghar ki ye raaniya hai 

ye chidiya ek din phur se udjaaniya hai

koi inka haath na chhod e koi inka dil na tode

ae te saache rab diya meherbaaniya hai

ye betiya toh baabul ki raaniya hai

mithi mithi pyaari pyaari ye kahaniya hai

kahaniya hai kahaniya hai

Explore this song