Roman script

o nanha nanha haiya haiya nanha nanha haiya 

ye bachpan ye bachpan pyar ka pyasa ye bachpan 

khel tamasha ye bachpan kal ki aasha ye bachpan 

le lo maze tum is bachpan ke jane bachpan kab ho jaye 
ye bachpan ye bachpan pyar ka pyasa ye bachpan 
khel tamasha ye bachpan kal ki aasha ye bachpan 
le lu maze hum is bachpan ke jane bachpan kab ho jaye 
o nanha nanha haiya haiya nanha nanha haiya 
o nanha nanha haiya haiya nanha nanha haiya
tum kal ke sapne ho tum sab ke apne ho 
apna sab ko banaoge dil me pyar jagaoge
hum kal ke sapne hai hum sab ke apne hai 
apna sab ko banayege dil me pyar jagayege
ye joni yes chacha 
joni joni yes chacha eating sugar no chacha 

teling layi are no chacha then open your mouth ha ha ha

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kumar Sanu, Sangeet Haldipur

actor: Govinda, Mandakini, Raj Kiran